Ek measurement tape lo.
Ek diwar pe nishan lgao 600mm pe
Uske saath wali diwar pe nishan lgao 800mm pe
Agar guniya sahi hai to Ab dono nishan pe tape lga ke jab aap dekhoge to 1000mm aa rha hoga.
Aap koi aur measure bhi le sakte hain. Bas wo ek number ka 3,4 aur 5 guna hone chahiye.
Jaise ki 200 ka 3 guna 600 h, 4 guna 800 aur 5 guna 1000 hai.
Ya aap maan lijiye aapke paas koi 100m lambi diwar h to aap jyada
15, 20, 25m bhi le sakte.
Tape ke size aur jagah ke size pe depend krta hai. Baki tarika same rhta h
STAR INTERIOR WALL DECOR
Interior Designer | Gautam Buddh Nagar
kis baat ke civil engineer ho itni se bat ni bta
Skyline Engineers
Contractor | Ghaziabad
help of soot and measurement tape
STELLAR Interiors Construction
Architect | Gurugram
Ek measurement tape lo. Ek diwar pe nishan lgao 600mm pe Uske saath wali diwar pe nishan lgao 800mm pe Agar guniya sahi hai to Ab dono nishan pe tape lga ke jab aap dekhoge to 1000mm aa rha hoga. Aap koi aur measure bhi le sakte hain. Bas wo ek number ka 3,4 aur 5 guna hone chahiye. Jaise ki 200 ka 3 guna 600 h, 4 guna 800 aur 5 guna 1000 hai. Ya aap maan lijiye aapke paas koi 100m lambi diwar h to aap jyada 15, 20, 25m bhi le sakte. Tape ke size aur jagah ke size pe depend krta hai. Baki tarika same rhta h
Suraj Singh
Contractor | Delhi
600mm . 800mm. = 1000mm. guniya
Arun Prasad
Contractor | Delhi
bhai civil engineer ho ye nahi pata🤣
Sanjay Prasad
Contractor | Delhi
2,3,5
Shahid Saifi
Carpenter | Gurugram
9759614570
Mirza interior hub
Interior Designer | Delhi
magerment tape