Mere malan jo ki G+2 hai 3 site corner ka makan jis me 2 hath putti ho chuki hai mujhe putti finishing kara kar paint karana hai mere painter ki beti ki tabiyat kharab hone ke karan wo 2 week se nhi aa raha hai or usaki ramandi se hi kam chhuda hai ab mujhe mera makan ka kam complete karan hai koi hoto call kare